Zindagi Ek Ajab Mod Pe Aa Khadi Thi
zindagi Ek Ajab Mod Pe Aa Khadi Thi
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
har Khushi Saath Mera Chod Kar Jaa Rahi Thi
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
duur Duur Tak Faili Thi Tanhaaiyan
paas Thi Sirf Yaadon Ki Parchaaiyan
farsh Par Ek Sheeshe Ki Tarah Toot Ke
main Bikharne Hi Wala Tha Bas Choot Ke
bebasi Dam Badam Ek Sitam Dhaa Rahi Thi
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
har Khushi Saath Mera Chod Kar Jaa Rahi Thi
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
main Har Kadam Dilbar Saath Chalu
thaam Ke Haaton Mein Haath Chalu
saari Umar Daaman Chodu Na
door Umido Ki Toodu Na
yaad Aake Teri Mujhko Tadpa Rahi Thi
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
zindagi Ek Ajab Mod Pe Aa Khadi Thi
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
har Khushi Ssath Mera Chod Kar Jaa Rahi Thi
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye
aur Tum Aaye Aur Tum Aaye